LOVE WORD ME KAFI EMOTION CHUPE HAI. KISI KE LIYE LOVE CARE HAI ,KISI KE LIYE TRUST TO KISI KE LIYE ZINDAGI. LOVE EK JARURI PART BAN CHUKA HAI APNI ZINDAGI KA.TO CHALO AAJ KUSH JANTE HAI ABOUT LOVE. USKE ALVA HAMARI LIFE CARE ,SADNESS OR BREAKUP JESE BHI AHAM PART HAI .
1) LOVE
LOVE KA KOY PARTICULAR DEFINITION NAHI HAI .LOVE EK KASH EAHSAS HAI ,JISE FEEL KIYA JATA HAI.LOVE BAHOT TARAH KA HOTA HAI JESE GIRLFRIEND - BOYFRIEND WALA LOVE ,MOM DAD AND BABY WALA LOVE.
2) CARE
LOVE KI TARAH CARE BI BHI AHAM EMOTION HAI HAMRI LIFE KA .CARE HAME KUSH KASH BANATI HAI DUSRO SE .CARE BHI DEKHA JAYE TO LOVE KA HI EK PART HAI . JISKI HAM PARVA KARTE HAI ,JO APNE HAI HUM UNKI CARE JYADHA KARTE HAI .
JAB AAP DUSRO KI CARE KARTE HO VO BHI APKI CARE KAREGA .KAFI KUSH TIK HO JTA HAI EK SIMPLE CARE KI VJAH SE TO CARE IS SOLVE EVERY PROBLEM.
3) BREAKUP :-
BREAKUP HME CARE NAHI KARNE DETA.HAME ANGRY FEEL KARTA HAI.KAFI ALONE FEEL HOTA HAI .HAME PURI TARAH SE ANDER SE TOD DETA HAI .BREAKUP ME BAHUT LOG GALAT RASTE CHUN LETE HAI .JESE SARAB PINA ,MAR PIT,DER TAK JAGNA ETC.
BREAKUP KE DARD SE NIKLNE KE LIYE ,APNE DOSTO SE MILE,RELEXING SONG SUNE ,KISI TARAH MIND KO KISI KAM KE LIYE BUSY RKE .
0 Comments