गाव मे मनाया जाता अजीब सा त्योहार " हवन ओर नंदरवा "

  Namaskar dosto , 

                  Aaj jo hum bat karne vale hai village me manaya Jane vala ek abij sa tyohar ke bare me . Sayad kisine bhi is tyohar ke bare me nahi  suna logo . NANDARVA kya hai , ush din kya kash log karate hai vo janege . 


HAVAN (हवन ) 


         Havan ke bare ne aap sabi jante ho ki ye kya hai. Ye havan thodha sa alag hai . Kya kush alag hai ki village me ek jaga village sare log ( specialy farmer ) akhate hote hai. 

1) KAB RAKHA JATA HAI ? 

     jab barish ki saruaut hoti hai ,khash Kar may- June ke mahine (month ) me jab farmer apni dagar ke beej ( seeds) Jamin me laga deta hai. Uske tik 10 - 12 Dino ke bad havan ka ayojan kiya jata hai use hi NANDARVA  Nam diya gaya hai.



2) KYA KYA HOTA HAI HAVAM ME? 

    simply hamare village ke jo dev Stan ( God's place) vaha havan kiya jata hai .hamare village sare devo ki puja ki jati hai .bad jo main Kam he ki ,

- is saal majur ( labour) ,tractor ka rate tay kiya jata hai or vahi rate se log Kam karte hai agle Sal tak . Jese majur ( labour) - 250 / day .

              Tractor- 900-1000 rs / hour .


 NANDARVA  

        NANDARVA  ek tarah se dekha jye to use ' traking day  ' bhi kaha ja skta hai. Matlab ki apko chadana ( climb) karana  kisi bade pahad ( mountain ⛰) par . Bahot sare log ek hi jage se mil kare clime karte hai.

      Barish ka mahina ( month) ke karan Charo taraf Nila ( Green) rang hi dikhata hai . Pahad ke uper ka najara dekne lyk hota hai. Sare log pahad ke uper Jake Milkar pahad par milne vle fruits jese ki KARAMADA, ALAVA , HUBA  ko sab mil Kar khate hai. 



ALAVA
                     

        Jab pahad se niche ate samay tarah tarah ki bhaji , sevala . Like ate hai .is din sevala ki banane vali sabji bahot kash hoti hai aur khane me bi lajavab Hati hai . 



      

           TO YE HAI HAVAN OR NANDARVA ,VILLAGE ME MANAYA JANE VALA ABIJ TYOHAR. ASHA KARTA HU KI YAH JANKARI APKO ISSI LAGI HOGI .

       


       

Post a Comment

0 Comments